1.
Chae wala ladki dekh kar bola: bholi si soorat, ankhaon me masti, door
khadi sharmaye, haaye haaye,
Ladki boli: kali si soorat, haath me ketli, door khada chillaye, chae
chae,,
2.
Kyun har bar mousam ki tarha badal jaate ho,
Har naye din hamara dil dukhate ho,
Yeh baat sunkar humari ruh tak kaamp gayi hai,
ki aap bartan dhonewale sabun se nahate ho.
3.
Tum paas ho toh tujh pe pyaar aata hai,
Tum door ho toh tera intezaar satata hai,
Kya kahein iss dil ki haalat ki,
Tujhe yaad kar kar ke hume bukhaar ho jaata hai.
4.
Kutta mar gaya rajaai me,
Main paagal ho gaya teri judaai me,
Haati nadi me beh nahin sakta,
Apun tere bin reh nahin sakta.
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें