Posts

Showing posts with the label FRIENDSHIP

A Rajasthani version of Jony Jony yes papa

A Rajasthani version of"Jony Jony yes papa" Rhyme:= Kalu kalu,kae bapu, jardo khayo,na bapu, jooth bolyo,na bapu, mundo khol,ha bapu ha bapu ! "जॉनी-जॉनी - यस पापा" कविता का राजस्थानी वर्ज़न - कालू-कालू, के बापू ? जरदो खायो ? ना बापू। झूठ बोल्यो? ना बापू ! मुण्डो खोल, हां बापू, हां बापू। 

Lovely friendship shayri in hindi - Akaash ke taaron....

Akaash ke taaron mein khoya hai jahan saara, Lagta hai pyara ek ek taara. Un taaron mein sabse pyara hai ek sitara, Jo is waqt padh raha hai Message hamara.

Friendship shayari in hindi - 10 - Dosti Shayari in hindi

1. Sitaron ke aage bhi koi jahan hoga, Jo na dekha kabhi woh sama hoga, Us jahan ke saare hasin nazaron ki kasam, Aap sa pyara dost dusra kaha hoga...., 2. Ummid aisi ho jo jeene ko majboor kare, Raah aisi ho jo chanle ko majboor kare, Mehak kam na ho kabhi apni dosti ki, Dosti aisi ho jo milne ko majboor kare...., 3. Dosti ka hum haq yun ada kartein hain, Tere naam par ye jaan fida karte hain, Phool sa bhi zakhm na aaye mere dost ko, Bas khuda se yehi dua kartein hain...., 4. Dost ka pyar kisi dua se kam nhi hota Woh chahe door bhi ho toh gam nahi hota Pyar me aksar dosti kam ho jati hai Par dosti mein pyaar kabhi kam nahi hota...., 5. Chiragon se agar andhera door hota, Toh chand ki chahat kise hoti, Kat sakti agar akele zindagi, Toh dost naam ki cheez hi na hoti...., 6. Din beet jate hain suhani yadein bankar Batein reh jati hain kahani bankar Par dost toh hamesha dil ke kareeb rahenge Kabi muskan toh kabi aakhon ka pani ban kar...., ...

10 Different types of Friendship shayari in hindi - 10 Alag - Alag tarah ki dosti shayari in hindi

1. Sitaron ke aage bhi koi jahan hoga, Jo na dekha kabhi woh sama hoga, Us jahan ke saare hasin nazaron ki kasam, Aap sa pyara dost dusra kaha hoga...., 2. Ummid aisi ho jo jeene ko majboor kare, Raah aisi ho jo chanle ko majboor kare, Mehak kam na ho kabhi apni dosti ki, Dosti aisi ho jo milne ko majboor kare...., 3. Dosti ka hum haq yun ada kartein hain, Tere naam par ye jaan fida karte hain, Phool sa bhi zakhm na aaye mere dost ko, Bas khuda se yehi dua kartein hain...., 4. Dost ka pyar kisi dua se kam nhi hota Woh chahe door bhi ho toh gam nahi hota Pyar me aksar dosti kam ho jati hai Par dosti mein pyaar kabhi kam nahi hota...., 5. Chiragon se agar andhera door hota, Toh chand ki chahat kise hoti, Kat sakti agar akele zindagi, Toh dost naam ki cheez hi na hoti...., 6. Din beet jate hain suhani yadein bankar Batein reh jati hain kahani bankar Par dost toh hamesha dil ke kareeb rahenge Kabi muskan toh kabi aakhon ka pani ban kar...., ...

Success Shayari in hindi - Har kamyabi par...

Har kamyabi par aapka naam hoga. Aapke har kadam par duniya ka salaam hoga. Mushkilo ka samna himmat se karna. Dua hai ek din waqt bhi aapka gulam hoga.

Short Funny and Nasili Shayri in hindi

Ek Jaam ulfat ke naam, Ek Pawwa mohabbat ke naam, Adda wafa ke naam, Puri Botal bewafa ke naam aur Pura Theka dosto ke naam... CheS

Top-10 Dua Shayari in hindi

1. Dene Wala Hazaar Khushiyan De Aapko Ugta hua Suraj dua de aapko, Khilta hua phool khushbu de aapko, Hum toh kuch dene ke kabil nahi, Dene wala hazaar khushiyan de aapko. 2. Utha ke haath khuda se bas maangi yehi dua, Naseeb ho khushiyan aapko,aap khush raho sada, Aap ko raahat mile aap ko chahat mile, Aapko sare jahan ki muhabbat mile, Jahan me sab se hon achhe aapke naseeb, Koi dukh kabhi na aaye aap ke kareeb, Dil ki har aarzu puri khuda kare, Jo aap chaho aap ko woh ata kare. 3. Ye manzilen ye raste, Meri har khushi tere waste, Ye sokoon aur ye karaar bhi, Meri aashqi tere waste, Kabhi gam na tere kareeb ho, Tujhe har khushi naseeb ho, Meri iltaja tere waste, Meri har dua tere waste Meri dhadkane mera pyaar tu, Sabhi chahatein tere waste. 4. Khush raho tum zindagi ke mele me, Par ye sochna kabhi ek pal akele me, Kisi ki soch me ehsaas ki sadaon me, Tum bas rahe ho kisi ki duaon me. 5. Lamha lamha aap ke honton pe...

Dua shayari in hindi - Har Tamanna Aapki yun puri ho jaye

Har Tamanna Aapki yun puri ho jaye, Sapno ki Duniya Hakikat ban jaye, Ho jaye Aapki kismat kuchh is kadar Roshan ki, Hath khul bhi na paye aur mannat puri ho jaye.

Life Fact shayari - Riste Ghahre hote hai

Khamosh Chehre Par Hzaro Pehre Hote Hai, Hasti Ankho Me Bhi Zakhm Gahre Hote Hai, Jinse Aksar Ruth Jate He Hum, Asal Me Unse Hi Rishte Gehre Hote Hai...

Dost wali shayari in hindi - Naaz he hame apni taqdeer par

Kuch khoye bina hamne paya hai. Kuch mange bina hame mila hai. Naaz he hame apni taqdeer par. Jisne hame "AAP" jaise dost se milaya hai..

Yaad Bhari Shayri in Hindi - Hum Yaad Rahe...

Hum yaad rahe to thik warna bhula dena, Ho koi khata humse to saza dena. Vaise to hum hai, khali kagaz ki tarah, Likha jaye to thik, warna mita dena.

Very interesting shayari in hindi - hum jaisa dost rakhna

Kafi He Sapne Dilko Behlane ke liye, Mohbat na Kro Dilko Dukhane ke Liye, Chahe Bhale Pade Gum Se Wasta, Ek hum jaisa dost rakhna Sab Gum Bhulane ke Liye....

Fact about life - Best couple on the earth

Do you know the best couple on the Earth? It is Smile & Tears. They are never seen together. But when they are together, its the Best Moment of life.

True Words about life in english

Treat everyone equally.... Never give a special place to anyone, because its easy to give that place but it hurts when that person doesn't realise the value of that position...

Cutest Proposal by LKG class boy

Cutest Proposal in Lkg class..! Boy : kya tu melko apna addless degi ? Girl : pal ku? Boy: Ek din balaat lekal aaunda..!

Short Hindi Shayari on Lovely friend

Ek hasin pal ki zarurat hai hume, Bite hue kal ki zarurat hai hume, Saara zamana ruth gaya humse, Jo kabhi na ruthe aise pyare dost ki zarurat h hume....

Short hindi shayri on true friend

Beshak kuch waqt ka intezar mila hamko, per khuda se Badker yaar mila humko, Na Rahi tamana kisi jannat ki hume, a dost teri dosti se wo pyar mila humko.

Hindi shayri on True friends

Ek halke se ishare ki zrurat hogi, Dil ki kshti ko kinare ki zrurat hogi, Tum is Dost ko pass paoge har us waqt Jab tumhe kisi apne ke sahare ki zrurat hogi.

Short jokes MOHABBAT

What is MOHABBAT? M-Mot. O-Oljhan. H- Harna. A-Aansu. B-Bewafai. B-Barbadi. A-Andhera. T-Tanhai. SO friendship is always better than love.

Ruthi huyi Shayri in hindi : Saara zamana ruth gaya humse

Ek hasin pal ki zarurat hai hume, Bite hue kal ki zarurat hai hume, Saara zamana ruth gaya humse, Jo kabhi na ruthe aise pyare dost ki zarurat hai hume..