Pati:-pee lene ke baad toh main har gam bhool jata hoon,meri jaan.
2.
Beta : papa, main itna bada kab hounga ki main mummy se bina puchhe
Bahar ja sakun?
Baap : beta abhi itna bada toh mein bhi nahi hua.
3.
Patni: aap bahut mote ho gaye ho.
Pati: tum bhi toh kitni moti ho gayi ho.
Patni: main toh maa banne wali hoon
Pati: main bhi toh baap banne wala hoon
4.
Sawaal: biwi maike jaa kar shohar ko har roz phone kyon karti hai....
Jawab: taa ki shohar ko yaad rahe ki musibat abhi tali nahi, phir aane wali hai.
5.
Dulha Dulhan se : Tumhara koi Boy Friend tha kya?
Dulhan chup rahi
Dulha: main iss khamoshi ko kya samjhun?
Dulhan: kaminey ruk jaa ginne toh de.
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें