Palke chamak uthi hain neend me..

Palke chamak uthi hain neend me hamari,

aankho ko abhi khwab chhupane nahi aate..

ye na samajhna ki tumhe bhool gaye hum,

bas baat shuru karne ke bahaane nahi aate..

Aa to jati hai Qadmo me saari duniya magar,

Laut kar kabhi fir se guzre jamaane nahi aate..

Mehfil me sabhi sochte hain ki ise gam nahi koi,

Hum pee jate hain AshQ kisi ko dikhaane nahi aate..

Jo Dil me hai mere wahi baat Jubaan par hogi,

Hume bayaan karne bas ye Fasaane nahi aate..

Dekho na kitne log aaye hain meri Qabr par,

Aate hain sabhi DOST, kuch wo puraane nahi aate...

Popular posts from this blog

मारवाड़ी चुटकुले - Marwadi Chutkule

गाली वाली शायरी - Tumhari delivery report aa jati hai

जाट स्टेटस Jat Status, Quotes, Shayari, Image and Video

Rajasthani Chutkule | राजस्थानी | मारवाड़ी | चुटकुले | कॉमेडी

Bull Put Ladder Option Trading Strategy

Covered Combination Option Trading Strategy

Long Call Condor Option Trading Strategy

Bull Call Ratio Spread Trading Strategy

Call Backspread Option Trading Strategy

Jaat Status - जाट स्टेटस