Zahar milta hi nahin mujhko sitamgar varna Kya Qasam hai tere milne Ki?

Maharbaan ho Ke bula lo mujhe chaaho jis waqt,
Main gaya waqt nahin hoon Ke phir aa bhi na sakun...

Zauf main taana-e-agayar Ka shikva Kya hai,
Baat Kuch sar to nahin hai Ke utha bhi na sakun...

Zahar milta hi nahin mujhko sitamgar varna Kya
Qasam hai tere milne Ki Ke Kha bhi na sakun...

Popular posts from this blog

गाली वाली शायरी - Tumhari delivery report aa jati hai

जाट स्टेटस Jat Status, Quotes, Shayari, Image and Video

Adult Non Veg gande mast Jokes

Rajasthani Chutkule | राजस्थानी | मारवाड़ी | चुटकुले | कॉमेडी

Jaat Status - जाट स्टेटस

Join Whatsapp Group Rajput / Rajpoot / Rajputana Whatsapp

Suvichar सुविचार Suvichar In Hindi सुविचार हिंदी में

हँसी मजाक शायरी | Part - 1

मारवाड़ी चुटकुले - Marwadi Chutkule

Shradhanjali Shok Sandesh Hindi संवेदना श्रद्धांजलि शोक संदेश