4 Hindi Shayri pyar bhari - हिन्दी शायरी प्यार भरी

1.
Chale gaye ho door kuch pal ke liye,
Door rehkar bhi kareeb ho har pal ke liye,
Kaise yaad na aaye aapki ek pal ke liye,
Jab dil me ho aap harpal ke liye.



2.
Zindagi ki kitab ke kuch panne hote hain,
Kuch apne, kuch begane hote hain.
Pyaar se sanwar jati hai zindagi,
Bas pyar se rishte nibhane hote hain.



3.
Muhabbat ki lehron pe kastiya chalane waale
Zara sambhal ke, mohabbat dariya hai sahil nahi,
Uthte hain kahin tofaan ishq ke samandar me bhi,
Agar us se lad na sako toh tum mohabbat ke kabil nahi.



4.
Khamoosh raat ke pehloo mein sitarae nahi hote,
In rukhi aankhon mein rangeen nazare nahi hote,
Hum bhi na karte parwah aye sanam,
Agar aap itne haseen aur pyaare na hote.

Popular posts from this blog

गाली वाली शायरी - Tumhari delivery report aa jati hai

Rajasthani Chutkule | राजस्थानी | मारवाड़ी | चुटकुले | कॉमेडी

जाट स्टेटस Jat Status, Quotes, Shayari, Image and Video

Join Whatsapp Group Rajput / Rajpoot / Rajputana Whatsapp

Jaat Status - जाट स्टेटस

Covered Combination Option Trading Strategy

Bull Put Ladder Option Trading Strategy

Long Call Condor Option Trading Strategy

Suvichar सुविचार Suvichar In Hindi सुविचार हिंदी में

Bull Call Ratio Spread Trading Strategy