Dil ko chhune wali Shayri - दिल को छूने वाली शायरी

Dil ko chhune wali Shayri - दिल को छूने वाली शायरी

1.
Chupke se chand ki roshni chhu jaye aapko,
Dheere se yeh hawa kuch keh jaye aapko,
Dil se jo chahte ho maang lo khuda se,
Hum dua karte hain mil jaye woh aapko.

2.
Khamoosh raat ke pehloo mein sitarae nahi hote,
In rukhi aankhon mein rangeen nazare nahi hote,
Hum bhi na karte parwah aye sanam,
Agar aap itne haseen aur pyaare na hote.


3.
Chale gaye ho door kuch pal ke liye,
Door rehkar bhi kareeb ho har pal ke liye,
Kaise yaad na aaye aapki ek pal ke liye,
Jab dil me ho aap harpal ke liye.



Popular posts from this blog

गाली वाली शायरी - Tumhari delivery report aa jati hai

Jaat Status - जाट स्टेटस

Adult Non Veg gande mast Jokes

जाट स्टेटस Jat Status, Quotes, Shayari, Image and Video

Rajasthani Chutkule | राजस्थानी | मारवाड़ी | चुटकुले | कॉमेडी

Join Whatsapp Group Rajput / Rajpoot / Rajputana Whatsapp

हँसी मजाक शायरी | Part - 1

Suvichar सुविचार Suvichar In Hindi सुविचार हिंदी में

Best Mast Haryanvi Jokes majedar Sexy Chutkule in Hindi हरयाणवी जोक्स

Jobs in Croatia क्रोएशिया में नौकरी कैसे ले ?