Doctor and Patient Jokes In Hindi

Doctor and Patient Jokes In Hindi
1.
Doctor: is dawaa ko ek hafte main poora karo aur baad main aake milo.
Patient: teek hai doctor
(ek hafte ke baad)
Doctor: dawaa khatam huaa kya?
Patient: nahi doctor.
Doctor: kyu nahi?
Patient: uspar likhaa thaa ke, bottle ko hamesha bandh rakhe



2.
Doctor: aap dariye mat. main hoo na...
Patient: wahi mera sabse bada dar hai doctor.



3.
Patient: Doctor, yeh mera pehla operation hai. thoda dhyaan se karna.
Doctor: daro mat. yeh mera bhi pehla operation hai.



Popular posts from this blog

मारवाड़ी चुटकुले - Marwadi Chutkule

गाली वाली शायरी - Tumhari delivery report aa jati hai

जाट स्टेटस Jat Status, Quotes, Shayari, Image and Video

Rajasthani Chutkule | राजस्थानी | मारवाड़ी | चुटकुले | कॉमेडी

Bull Put Ladder Option Trading Strategy

Covered Combination Option Trading Strategy

Long Call Condor Option Trading Strategy

Bull Call Ratio Spread Trading Strategy

Call Backspread Option Trading Strategy

Jaat Status - जाट स्टेटस