hum ghabraakar ankhen jhuka leite hain,
kaun milaye unn ankhon se ankhen,
suna hai wo ankho se apna bana leite hai
Aanken band kar bhi hum tera deedar karte hain
aee sanam hum to sirf tum se pyar karte hain.
lakh chaah kar bhi main tujhe bhula nahi sakta
saans rahte, teri tasvir aankhon se hataa nahi sakta.
aakhiri pal tak oo bewafaa , tujehe yaad karta hoon
teri yaadon ko seene mein basaa kar chalta hoon.
Nazroo se jab nazar ka takrar hota hai,
har mod par kissi ka intezaar hota hai,
dil rota hai zakham haste hai,
isi ka naam to pyaar hota hai
Nazar mila kar tumhara nazar churana,
yun hee bahane banana
bana chuka hai mujhe tumhara deewana
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें