Wo aaj bhi hume dekh kar muskurate hain
Wo aaj bhi hume dekh kar muskurate hain
Yeh toh unke bachche hi kamine hain,
Jo mama mama kehkar bulaate hain,
2.
Ladki – Aye bewafa tu ne sab kuch saaf kar diya,
Mera dil jala kar raakh kar diya
Ladka – Aye ladki, teri kurbani bekar nahi jayegi,
Bhej de raakh mujhe, bartan manjne ke kaam aayegi.
Taza hawa ka jhoka aaya,
Khushbu teri saath laya,
Phir mere dil me khayal aaya,
Ki lagta hai ki aaj bhi tu nahi nahaya.
4.
Kya aap.. Close up karte hain..
Kya aap confidence se chalte hain..
Kya aap penalty bharte hain..
Mobile ke bill se derte hain..
Toh aap SMS kyun nahi karte hain..
5.
Girl:
Darte hain aag se kahin jal na jayen,
Darte hain khwaab se kahin toot na jayen,
Lakin sab se zyada darte hain iss baat se,
Ki aap hamein kahin bhool na jayen.
Boy :
Yeh mat sochna ki hum bhool jayenge tumhe,
Door rehkar bhi hamesha chahenge tumhe,
Agar dost bankar raas na aaye toh,
Bhoot bankar darayenge tumhe.
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें