whatsapp funny jokes

Whatsapp funny messages - four joke on Santa and banta

1.
Santa aur Banta 8th mein aathvi Baar Fail Ho gaye,

Santa :- Chal Suicide kar le.
Banta :- Saale, Pagal Ho Gaya Hai ?
Agle janam me fir nursery se shuru karna padega...




2.
Santa :- Shirt ke liye ek acha kapda dikhaiye.
Sales man :- plain main dikhau.
Santam :- Nahin helicopter main dikha,
saale bandar ki aulad----Yahin pey dikhade !



3.
Customer :- Aisi Chai Pilao Jisko Pee Kar Tan Man Jhum Uthe Aur Badan Nachne Lage.

Santa : Sir Humare Yaha cow Ka Dudh Aata Hai, Nagin Ka Nahi-----



4.
Santa's Son was filling an application form.
Son :- Papa, mother tongue kya likhu?
Santa :- Likh de, very long and uncontrollable------