whatsapp funny messages

1.
Sardar :- Tum kitne saal se jalebi bana rahe ho ?

Halwai :- 20 saal se.

Sardar :- Badi sharm ki baat hai, tum se aaj tak jalebi sidhi nahi bani...


2.
Teacher :- Chand par pehla kadam kisne rakha ?

Pappu :- NEIL ARMSTRONG.
Teacher :- Aur doosra ?
Pappu :- doosra bhi usi ne rakha hoga, Langdi khelne thodi gaya tha woh !


3.
Sardar ne ek aadmi ko jordar tamacha maar diya.

Aadmi :- Maine kya galti ki hai ?
Sardar :- Tum saale galti karo, uske liye hum intezaar thodi karenge.


4.
Sardar called customer care :- Ji meri Bhais mera sim khaa gayi hai aur bhag gayi.

Customer care :- To hum kya kare?

Sardar:- Ji ye puchna tha ke roming to nahi legegi ?


Popular posts from this blog

गाली वाली शायरी - Tumhari delivery report aa jati hai

Rajasthani Chutkule | राजस्थानी | मारवाड़ी | चुटकुले | कॉमेडी

जाट स्टेटस Jat Status, Quotes, Shayari, Image and Video

Join Whatsapp Group Rajput / Rajpoot / Rajputana Whatsapp

Jaat Status - जाट स्टेटस

Covered Combination Option Trading Strategy

Bull Put Ladder Option Trading Strategy

Long Call Condor Option Trading Strategy

Suvichar सुविचार Suvichar In Hindi सुविचार हिंदी में

Bull Call Ratio Spread Trading Strategy