Whatsapp messages collection - Hamara Bharat Mahaan

Hamara Bharat Mahaan !!

Ek Aisa Desh jahaa Pizza Ambulance se pehle ghar pahuchta hai,

Jahaa Car Loan 7% hai aur Education Loan 12%,

Jahaa Chaawal Rs. 40/kg me milte hai aur sim card free,

Jahaa Log Durga ki pooja karte hai aur ladki paidaa hone pe uska khoon,

Jahaa Olympic Shooter ko Gold medal jitne pe sarkar 3 crore deti hai, aur Dusra Shooter jo border pe dusmno se ladte hue shahid hota hai use 1 lakh,

Sach me hamara bharat mahaan hai ?

Jaago India Jaago




Popular posts from this blog

मारवाड़ी चुटकुले - Marwadi Chutkule

गाली वाली शायरी - Tumhari delivery report aa jati hai

जाट स्टेटस Jat Status, Quotes, Shayari, Image and Video

Rajasthani Chutkule | राजस्थानी | मारवाड़ी | चुटकुले | कॉमेडी

Bull Put Ladder Option Trading Strategy

Covered Combination Option Trading Strategy

Long Call Condor Option Trading Strategy

Bull Call Ratio Spread Trading Strategy

Call Backspread Option Trading Strategy

Jaat Status - जाट स्टेटस