Romantic funny sms jokes in hindi : फनी SMS इन हिंदी

Teacher: Anil, tum kis liye college aate ho?
Anil : vidya ke khaatir..
Teacher: toh ab so kyu rahe ho?
Anil : aaj vidya nahi aayi hai, sir !


2.
Teacher : OXFORD matlab kya hai ?


Kuldeep : OX matlab bail, FORD matlab Gaadi. to OXFORD matlab bail gaadi....


3.
Doctor: is dawaa ko ek hafte main poora karo aur baad main aake milo.
Patient: teek hai doctor
(ek hafte ke baad)
Doctor: dawaa khatam huaa kya?
Patient: nahi doctor.
Doctor: kyu nahi?
Patient: uspar likhaa thaa ke, bottle ko hamesha bandh rakhe



4.
Doctor: aap dariye mat. main hoo na...
Patient: wahi mera sabse bada dar hai doctor.


5.
Patient: Doctor, yeh mera pehla operation hai. thoda dhyaan se karna.
Doctor: daro mat. yeh mera bhi pehla operation hai.

Popular posts from this blog

गाली वाली शायरी - Tumhari delivery report aa jati hai

Rajasthani Chutkule | राजस्थानी | मारवाड़ी | चुटकुले | कॉमेडी

जाट स्टेटस Jat Status, Quotes, Shayari, Image and Video

Join Whatsapp Group Rajput / Rajpoot / Rajputana Whatsapp

Jaat Status - जाट स्टेटस

Suvichar सुविचार Suvichar In Hindi सुविचार हिंदी में

Covered Combination Option Trading Strategy

Bull Put Ladder Option Trading Strategy

Adult Non Veg gande mast Jokes

Long Call Condor Option Trading Strategy